Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Make Money Online | Language Translation job online | Technical Learning

 Hello friends, Aaj ki is video mein hum apko online earning ka  aik aesa tarika btaein gay jis par  amal kar kay ap online earning start kar sakty hain. 

Introduction: 

Pehly hum apko kaam ka kuch introduction karwa dety hain. Dosto aik website hai USA ki. Is par apko language translation ka work  milta hai. For example, apko aik word mila eng to urdu translation ka to apko english say urdu translation kar kay deni pary gi. Aur details apko is video mein mil jaein gi. 




More Details: 

Friends agar apko language translation ka kaam nhi ata to ap ko hum aik trick bta rhy hain hain jis ko follow kar kay ap ye kaam akr sakty hain. Ap aik freelancing website Fiverr par apna account bna lein. Agar apko Fiverr par account bnana nhi ata to YouTube say koi bhi video dekh kar Fiverr papr account bnanay ka tarika sekh sakty hain. Account banany kay bad ap ap wahan par ye service dein kay koi apko language translation ka work kar kay day. Fiverr pa r bhut say log ye kaam kar kay dety hain. Ap un say apna kaam karwa lein aur phir wapis us website par kaam day dein aur paisa kama lein aur us paisa mein say ap wapis us admi ki kcuh day dein jis say ap ny ye kaam karwaya tha. Is tarha say ap bhut asani say language translation ka kaam kar sakty hain aur online earning start kar sakty hain.

Friends agar ap online earning courses bilkul free mein karna chahty hain to ye platform apky leay sab say best hai. Yahan par apko online earning courses bilkul free mein milein gay. Ap ye courses kar online earning start kar sakty hain. Yahan par apko YouTube, Amazon, Blogger aur bhi bhut say courses milein gay jin ko kar kay ap online earning start kar sakty hain.

Post a Comment

0 Comments